Independence Day 2014 Essay in Hindi
Namaskaar dosto, sabse pehle main aap sab
ko gantanttra divas ki hardik shubhkaamnaaye dena chahta hu. Jesa ki hum sab ko
pta hai ki kuch hi dino ke baad hum apna 68th gantantra divas manane
waale hai. Gantantra divas hmari azaadi ka prateek hai. Pichle 67th
saalo se hum badi dhum dhaam se yeh utsav manate aa rahe hai aur hame pura
yakeen hai ki aage bahot saalo tak bharat mein yeh aazaadi bani rahegi aur hum
isi trah se apna hare k gantantra divas anate rahenge. Dosto aaj hum yahan aap
sabhi ke liye gantantra divas pe nibandh
likhne ja raje hai.
Gantantra Divas – History and Celebration
Gantantra Divas – yeh ek prasid din hai. 15th
August ko bahrtiya holiday kit aha bhi liya jata hai kyunki is din sabhi ka
holiday hota hai. Agar hum praacheen samay ki baat kare toh bahot saalo ki
gulami ke baad 15th august 1947 ko Bharat, angrezo aur muslim ke
gulaami se nikal paya. Ajaazi se pehle Bharat mein Pakistaniyo, angrezo aur
sikhho ka raaj tha. Sabhi log bhartiya logo ko untoughables kit rah samajhte
the, unko nokar bana ke rakha krte the.
Nokari ke naam pe unse bahot kaam karwaate they lekin pese den eke badle ulta
unke pese lelete the. Azaadi se pehle hare k Bhartiya ko in sabhi muskilo ka
saamna karna padta tha. Purush toh purush par woh log aurto ko bhi nahi rahem
karte the. Un par bhi angina atyachaar karte the jese ki unke andar koi daya bhavna ho hi na.
Lekin jese ki hum sab ko pta hai ki har cheej ki ek seema hoti hai toh takriban
sann 1850 mein ek andholan shuru hua, ek bhartiya ne himmat uthay toh 100
bhartiya unke saath khade hue lekin angrezo ke atyaachaar hi itne jaada they ki
agar sabbhi bhartiya milke saath hona bhi chaahe toh darr ke mare aur bhuk ki
wajah se woh saath ni de paaye andholan kaariyo ka lekin in sab kathinaiyo ke
baad bhi Bharat azad hua. 15th August 1947 ko kafi saare andholan ke
baad bharat swatantra hua and tab se aaj tak hum har ek gantantra divas khushi
aur ulllash ke saath manate hai.
Pehli baar Jwahar lal Nehru ji jo ki Bharat ke pehle pradhaan mantra the unhone
laal kile mein rastriyaa jhandha lehraya tha and tab se aaj tak yeh gantantra
divas la ek jana mana hissa hai.
binaa jhandha lehraaye gantantra divas manana asambhav hai. Sabbhi school
office and college mein tiranga lehraya jata hai jo ki Bharat ke Swantantra
hone ko darshata hai.
0 comments:
Post a Comment