Happy
Independence Day 2014 Shayari
15th August 2014 is the day when
India is going to celebrate its 68th Independence Day, and we are
here wishing you Happy Independence day 2014. We all know that India Fights for
its freedom for the many years and lost various lives but at last we finds our
Independence. In the celebration of this
Independence day we have brought you special happy independence day 2014
shayari to you Shayaries meant lot and always these are one of the best ways to
express your self in front of any one so let it be and grab much as you can.
1. 1. Khushnaseeb hai wo jo
Watan pe mit jaate hai
Mar kar bhi wo log
Amar ho jaate hai
Karta hoon tumhe saalam
E-watan pe mitne walo
Tumhari har saans mein basta
Tirange ka naseeb hai
Watan pe mit jaate hai
Mar kar bhi wo log
Amar ho jaate hai
Karta hoon tumhe saalam
E-watan pe mitne walo
Tumhari har saans mein basta
Tirange ka naseeb hai
2. 2. Yeh Nafrat Buri H, Naa Palo
Ishey
Dilon Mein Khalish H,Nikalo Ishey,
Naa Tera,Naa Mera ,Naa Iska , Naa Uska
Yeh Sab Ka Watan H,Bacha Lo Ishey
Dilon Mein Khalish H,Nikalo Ishey,
Naa Tera,Naa Mera ,Naa Iska , Naa Uska
Yeh Sab Ka Watan H,Bacha Lo Ishey
3. 3. Kyon marte ho bewafa sanam k
liye.???
Marna hai to maro hamare watan k liye,
Aise to do gajj zameen bhi nahi milegi dafan ke liye
Desh k liye maroge to hasinaye bhi
Dupatta utar degi kafan k liye…
Marna hai to maro hamare watan k liye,
Aise to do gajj zameen bhi nahi milegi dafan ke liye
Desh k liye maroge to hasinaye bhi
Dupatta utar degi kafan k liye…
4. 4. Ab Zindagi Se Humko Manaya Na
Jayega.
Humne Lagayi Aag Hai Jo Inqalaab Ki,
Is Aag Ko Kisi Se Bujhaya Na Jaayega.
Yaron! Hai Ab Bhi Waqt Humein Dekh-bhaal Lo,
Phir Kuch Pata Hamara Lagaya Na Jaayega.
Ai Maut! Jald Aa Ki Tera Intezaar Hai,
Ab Humse Baare-jeest Uthaya Na Jaayega.
Aazaad Hum Kara Na Sake Apne Mulq Ko,
‘khanjar’ Yeh Muh Khuda Ko Dikhaya Na Jaayega.
Humne Lagayi Aag Hai Jo Inqalaab Ki,
Is Aag Ko Kisi Se Bujhaya Na Jaayega.
Yaron! Hai Ab Bhi Waqt Humein Dekh-bhaal Lo,
Phir Kuch Pata Hamara Lagaya Na Jaayega.
Ai Maut! Jald Aa Ki Tera Intezaar Hai,
Ab Humse Baare-jeest Uthaya Na Jaayega.
Aazaad Hum Kara Na Sake Apne Mulq Ko,
‘khanjar’ Yeh Muh Khuda Ko Dikhaya Na Jaayega.
5. vatan par jo Fida hoga
Amar vo naujavan hoga
rahehi jab talak duniya
ye afsana bayaan hoga
6. Chalo phir se aaj woh
nazara yaad kar le,
Shahido ke dil me thi vo jwala yaad karle,
Jisme behkar azadi pahuchi thi kinare pe
Deshbhakto ke khoon ki vo dhara yad krle
Shahido ke dil me thi vo jwala yaad karle,
Jisme behkar azadi pahuchi thi kinare pe
Deshbhakto ke khoon ki vo dhara yad krle
7. Ishq toh karta hain har koyi
Mehboob pe marta hain har koyi,
Kbhi watan ko mehbub bna kr deko
Tujh pe marega har koyi……!!!!
Mehboob pe marta hain har koyi,
Kbhi watan ko mehbub bna kr deko
Tujh pe marega har koyi……!!!!
8. Naa poochho jamaney
ko,
Kya hamari kahani hain,
Hamari pehchaan to sirf ye hai
Ki hum sirf hindustani hain…!!
Kya hamari kahani hain,
Hamari pehchaan to sirf ye hai
Ki hum sirf hindustani hain…!!
9. Watan hamara aise na chhor
paaye koi,
Rishta hamara aise na tod paaye koi,
Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan,
Hindustan hamara hai hm hai iski shaan.
Rishta hamara aise na tod paaye koi,
Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan,
Hindustan hamara hai hm hai iski shaan.
10. Khoon se khelenge holi,
Agar watan mushkil mein hain,
Sarfaroshi ki tamanna,
Ab humarey dil mein hain,
Aao milkar kare desh ko salam
Bolo mera bharat mahan….!!!
Agar watan mushkil mein hain,
Sarfaroshi ki tamanna,
Ab humarey dil mein hain,
Aao milkar kare desh ko salam
Bolo mera bharat mahan….!!!
0 comments:
Post a Comment