Saturday 9 August 2014

Lovely Raksha Bandhan 2014 Shayari, Wishes in Hindi

Raksha Bandhan 2014 Shayari in Hindi


Raksha Bandhan is the great festivals of Hindu world and this celebration of Raksha Bandhan is coming to us on 10th August 2014 that is today. We know you are here so you can gift your beloved a great surprise, the best way to express your feeling is to gift shayari.  In this holy season of brother and sisters we have a latest stock of Raksha Bandhan 2014 Shayari in Hindi so you can share your feelings with the means of this shayari. So you start your day with these and send them via SMS, or in written. These Raksha Bandhan 2014 Shayari in Hindi are so limited so make it fast and grab it.

1
Rishta hum bhai bahen ka,

kabhi mitha kabhi khatta,

Kabhi ruthna kabhi manana

Kabhi dosti kabhi jhgda

Kabhi rona aur kabhi hasna,

yeh rishta hai pyaar ka

Sabse alag sabse anokha.
2
Mere bhai jaisa na hai na hoga koi duja,
Mein aarti utar ke karoo teri puja.
Man kare hai bhaiyya, main ud ke paas tere aa jaoon,
Leke balaiya main tujh pe vaari vaari jao.
3
Kaamyabi tumhare kadam chume,

Khushiyan tumhare charo aur ho,

Par bhagwan se itni prarthana karne k liye

Tum mujhe kuch toh commission do..!

To my extremely lovable

(but kanjus) brother…

Just kidding as always.

Happy Raksha Bandhan Bhaiya
4
Ye Lamha Kuch Khas Hai,

Behan Ke Hathon Mein Bhai Ka Haath Hai,

O Behna Tere Liye Mere Pass Kuch Khas Hai,

Tere Sukoon Ki Khatir Meri Behna,

Tera Bhai Hamesha Tere Sath Hai…
5
Rishta hai janmo ka hamara,
Bharosa ka aur pyar bhara,
Chalo ise bandhe bhaiya
rakhi ke atut bandhan mein
Happy Raksha Bandhan to My Dearest Brother.
6
“Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe
Kad Se Hoon Badi Mann Se Chhoti Main
Aaj Bhi Maan Lo Na Zid Meri.”
7
Khuda kare tujhe khushiyan hazaar mile Mujhse bhi achcha yaar mile Meri girlfriend tujhe bandhe RAKHI Aur ek AUR behan ka pyaar mile… Happy RAKSHA BANDHAN
8
“Yes, you are so cute, smart. My mother also likes you very much. My father is ready to take up our relationship seriously. So please don’t say no to my proposal. Accept me as your dearest, loveliest younger sister.” Happy Raksha Bandhan
9
Aaj ka din bahut hi khaas hain,
Behna ke liye kuch mere pas hai,
Tere sukoon ki khaatir o behna..
Tera bhaiya humesha tere sath hai

Happy Raksha Bandhan Sis
10
My brother is Miles away,
Where I cannot see his smile,
Where I cannot laugh with him,
Where I cannot hold him in my arms,

Yet he is ever in my thoughts and smiles

0 comments:

Post a Comment